Fake software
Fake software. Maine purchase kiya tha but after 1 week ab yah nahi work karta. 10 se sada number add karne ke baad jab bhi send karta hu " Phone Not connected " Ka error aa jata hain. Isse bus 4 yah 5 logo ko send karuga toh easy work karta hain. Maha faltu company hain yah koi support nahi hain. Msg mail kisi chij ka koi bhi reply nahi milta.
